Awam Dost Party flag

AWAM DOST PARTY

Health Care

Sehat sab ke liye

Free Dispensary

Party daftaron mein mustahiq afraad ke liye muft check-up aur dawaiyan.

Medical Camps

Dehaat aur kachi abadiyon mein waqtan fawaqtan free medical camps.

Rehab Centers

Nasha aur ma'zoori ke shikar afraad ki behaali mein madad.

Blood & Emergency Help

Blood donors network aur emergency appeal ke zariye foran madad.